SEARCH RESULTS
Showing search results for "گردش"
Nazm MATCHES FOR "گردش"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
jahaa.n chhup gayaa parda-e-ra.ng me.n
lahuu kii hai gardish rag-e-sang me.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
ahl-e-iimaa.n jas tarah jannat me.n gird-e-salsabiil
taaza viiraane kii saudaa-e-mohabbat ko talaash
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
gard se paak hai havaa barg-e-naKHiil dhul ga.e
reg-e-navaah-e-kaazima narm hai misl-e-parniyaa.n
Allama Iqbal
Nazm
shama aur shair
وہ جگر سوزي نہيں ، وہ شعلہ آشامي نہيں
فائدہ پھر کيا جو گرد شمع پروانے رہے
Allama Iqbal
Nazm
KHadsha
tirii jabii.n pe agar haadso.n ke naqsh ubhre.n
mizaaj-e-gardish-e-dauraa.n bhii la.Dkha.Daa jaa.e
Mohsin Naqvi
Nazm
hubb-e-watan
jab pa.De un pe gardish-e-aflaak
apnii aasaa.isho.n pe Daal de KHaak
Altaf Hussain Hali
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
vo KHvaab jo aasuudgii-e-martaba-o-jaah se
aaluudgii-e-gard-e-sar-e-raah se ma.asuum
Noon Meem Rashid
Nazm
august-1952
haa.n kaj karo kulaah ki sab kuchh luTaa ke ham
ab be-niyaaz-e-gardish-e-dauraa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar subuu-kash the ki jin ke dam se
gardish-e-jaam bhii thii raunaq-e-mai-KHaana bhii thii