SEARCH RESULTS
Showing search results for "گز"
Nazm MATCHES FOR "گز"
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
murda logon ki taswiri numaish
zindagii ke gaz naapte hai.n
ham siyaah labo.n se niklii hu.i bad-du.aa.o.n kaa
Sidra Sahar Imran
Nazm
a-k-shaiKH ke peT ka kutta
gaz-bhar lambii surKH zabaa.n bhii
us ke halq se nikal rahii thii
Tabassum Kashmiri
Nazm
ek gaz ki zaban
qad to baalisht-bhar kaa hai teraa
ek gaz kii zabaan hai pyaare
Zareef Jabalpuri
Nazm
culture
ko.ii to baddu.aa kalima bane
dil hajla-jaa.n me.n sitam kii chaar gaz Dorii se lipTaa
Abdur Rasheed
Nazm
aashiq aur KHuda
ulfat kii zindagii me.n do gaz kaa faasla hai
dono.n ke biich ek ibaadat kaa silsila hai
Sardar Panchhi
Nazm
itna kiya ki rah mein kanTa nahin hue
itnaa khile ki dard me.n taaza rahii ha.nsii
itnaa miTe ki paa.nv ne do gaz bachaa liyaa
Renu Sharma
Nazm
faiz ke nam
fikr-e-ma.aal hai kise fardaa kii fikr hai
do gaz zamii.n bahut hai mire jism ke liye
Ahmar Nadeem
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge