SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہیجان"
Nazm MATCHES FOR "ہیجان"
Nazm
aaKHiri bar milo
ab na haijaan o junuu.n kaa na hikaayaat kaa vaqt
ab na tajdiid-e-vafaa kaa na shikaayaat kaa vaqt
Mustafa Zaidi
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
ki zaraa ruuh ko apnii vo subuk-baar kare!
be-panaah aish ke haijaan kaa armaa.n le kar
Noon Meem Rashid
Nazm
tark-e-mohabbat ke baad
farsh par jis ko abhii tak na milii jaa.e panaah
arsh se chaa.nd kaa aivaan utaare kaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
adhuri nazm
jo guzregii so guzregii
magar mai.n ik adhuurii nazm kii haijaan me.n khoyaa
Abbas Tabish
Nazm
KHud-kushi se pahle
dekh haijaan se larzaa.n hai.n ye aariz kii rage.n
aaj us jins-e-giraa.n-baar ko arzaa.n kar le.n
Akhtar Payami
Nazm
KHake
baahar nikal ke un kaafiro.n ko roko
jo apne jismo.n me.n andhaa hiijaan bhar ke
Waheed Ahmad
Nazm
husn-e-qubul
du.aa-e-niim-shabii kaa magar javaab aayaa
sharaar-e-barq kaa haijaan
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
pech-o-tab
phir tasavvur khaa rihaa hai pech-o-taab
phir vahii haijaan-o-harkat karb-o-dard-o-isztiraab
Amjad Najmi
Nazm
koh-e-nida
tilism-e-KHaamushii me.n jazb ho kar
shor ke haijaan se aazaad ho jaanaa
Khawar Naqeeb
Nazm
intizar
qaabil-e-diid hai tuufaan se pahle kaa sukuu.n
josh-o-hangaama-o-haijaan se pahle kaa sukuu.n
Fazlurrahman
Nazm
pech-o-tab
phir tasavvur khaa rahaa hai pech-o-taab
phir vahii haijaan-o-harkat karb-o-dard-o-iztiraab