SEARCH RESULTS
Showing search results for "یارا"
Nazm MATCHES FOR "یارا"
Nazm
daraKHt-e-zard
bidah yaaraa azaa.n baada ki dahqaa.n parvard aa.n-raa
ba sozad har mata-e-intimaa.e duudmaana.n raa
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
ho tum suKHan kii anaa aur tamkanat jaanam
mazaaq kaa kisii 'inshaa' ko tum se yaaraa na ho
Jaun Eliya
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
گدائي ميں بھي وہ اللہ والے تھے غيور اتنے
کہ منعم کو گدا کے ڈر سے بخشش کا نہ تھا يارا
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
mujhe us ishq kaa yaaraa bhii nahii.n!
tuu ha.nsnegii ai jahaa.n-zaad ajab baat
Noon Meem Rashid
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
tum ye kahte ho ab ko.ii chaaraa nahii.n
jism KHasta hai, haatho.n me.n yaaraa nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saza
dard jab had se ba.Dhaa zabt kaa yaaraa na rahaa
un kii ek ek adaa yaad mujhe aa.ii hai
Baqar Mehdi
Nazm
wassalam
na kisii ke liye kuchh kahne ko baaqii hai
na kisii me.n sun.ne kaa yaaraa hai
Mohammad Haneef Rame
Nazm
KHush-amdid
go ma-e-lutf se KHaalii nahii.n pindaar-e-junuu.n
yaa.n Gam-e-ishq kaa yaaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Nazm
nazm
ab nahii.n chalne kaa yaaraa mujh me.n
raat din sa.Dko.n pe aavaara phiraa kartaa thaa
Zahid Dar
Nazm
gar TuT gae to haar gae
bachne kaa ko.ii yaaraa bhii na thaa
sadiyo.n me.n taraashaa thaa jis ko
Gauhar Raza
Nazm
sahaara DhunDta hun
zaraa ai chashm rok apne ye aa.nsuu
mai.n zabt-e-Gam kaa yaaraa Dhuu.nDtaa huu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
zatiyat
un ko kahne kaa mujh me.n yaaraa nahii.n hai
mai.n duusro.n kii likhii hu.ii kitaabo.n me.n