SEARCH RESULTS
Showing search results for "یزداں"
Nazm MATCHES FOR "یزداں"
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
terii nazar se tuur-e-ba-daamaa.n miraa kalaam
tere suKHan se naGma-e-yazdaa.n miraa kalaam
Josh Malihabadi
Nazm
saneha
ab ahrman ke haath me.n hai teG-e-KHuu.n-chakaa.n
KHush hai ki dast-o-baazuu-e-yazdaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
masjid
is nigaar-e-dil-e-yazdaa.n ke janaaze pe bas ik
chashm nam kartii hai shabnam yahaa.n aksar apnii
Akhtarul Iman
Nazm
israfil ki maut
ibn-e-aadam zulf-dar-KHaak-o-nazaar
hazrat-e-yazdaa.n kii aa.nkhe.n Gam se taar
Noon Meem Rashid
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
intishaar
mai.n kis ko apne garebaa.n kaa chaak dikhlaa.uu.n
ki aaj daaman-e-yazdaa.n bhii taar taar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
hum
vo ahrman bhii hai aur yazdaa.n-jamaal bhii hai
sadaaqat-o-husn kaa talabgaar bhii vahii hai
Zia Jalandhari
Nazm
hazrat-e-insan
يہي فرزند آدم ہے کہ جس کے اشک خونيں سے
کيا ہے حضرت يزداں نے درياؤں کو طوفاني
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat kaavish-e-paiham
mohabbat raaz yazdaa.n kholtii hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
jang
o aaftaab-e-rahmat-e-dauraa.n tuluu ho
o anjum-e-hamiiyat-e-yazdaa.n tuluu ho