SEARCH RESULTS
Showing search results for "अलाव"
Nazm MATCHES FOR "अलाव"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
har hijr kaa din thaa hashr kaa din
dozaKH the firaaq ke alaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
ye manzaro.n kii jhalak khet baaG dariyaa gaa.nv
vo kuchh sulagte hu.e kuchh sulagne vaale alaav
Firaq Gorakhpuri
Nazm
surKH sitara
kaash tum us kii haqiiqat pe nazar Daal sako
hai ye ik aatish-e-sad-barq-badaamaa.n kaa alaav
Amir Usmani
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
mere sapne me.n dahakne de yahii Gam kaa alaav
mere chehre pe udaasii kaa dhu.aa.n rahne de
Ali Minai
Nazm
KHwab-e-sarab
aa.nkh ke dasht me.n ab laakh alaav dekhe.n
ruuh kii barf pighaltii hii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
tel ke saudagar
KHud apne alaav me.n jalne lagaa hai!
mire haath me.n haath de do!
Noon Meem Rashid
Nazm
silsila-e-roz-o-shab
KHudaa ne alaa.o jalaayaa hu.aa hai
use kuchh dikhaa.ii nahii.n de rahaa hai
Meeraji
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
naGma-dar-jaa.n raqs barpaa KHanda-bar-lab
dil tamannaa.o.n ke be-paayaa.n alaav ke qariib
Noon Meem Rashid
Nazm
ek zan-e-KHana-ba-dosh
raat aa.nkho.n me.n bitaa detii hai
kabhii kartii hai alaa.o raushan
Fahmida Riaz
Nazm
aaj ki baat
chupke chupke hii chaTakne do ishaaro.n ke gulaab
dhiime dhiime hii sulagne do taqaazo.n ke alaav!
Zehra Nigaah
Nazm
waqt
sar-bar-aavurda sanobar kii ghanii shaaKHo.n me.n
aaftaab ek alaa.o kii tarah raushan hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tumne use kahan dekha hai
siyah raakh mal kar
alaav ke chaaro.n taraf naachtii hai!