SEARCH RESULTS
Showing search results for "इताअत"
Nazm MATCHES FOR "इताअत"
Nazm
chand nasihaten
hai isii me.n bhed izzat kaa agar samjhe ko.ii
chhoTe bachcho.n ko buzurgo.n kii itaa.at chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab sadiyo.n ke iqraar-e-itaa.at ko badalne
laazim hai ki inkaar kaa farmaa.n ko.ii utre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaum-e-azadi
hai.n phuul apne chaman apne baaGbaan apnaa
itaa.at apnii sar apnaa hai aastaan apnaa
Siraj Lakhnavi
Nazm
guru-nanak
vo aayaa thaa miTaane ke liye tafriiq maz.hab kii
dam-e-aaKHir bhii kii jis ne itaa.at ek hii rab kii
Shatir Hakeemi
Nazm
aagahi ki dua
KHudaa ai KHudaa
kyaa zabaa.n rehn ho kar bhii terii itaa.at karegii
Waheed Akhtar
Nazm
asia ki mazdur aurat
kabhii ye ghar kii gavaahii me.n jaan detii hai
haveliyo.n ko itaa.at kaa maan detii hai
Naseem Syed
Nazm
shuur ki tah ke phaTakon par
mujhe sameTo siyaah baaho.n me.n aage aa kar
ki mai.n ne ye bandagii itaa.at
Satyapal Anand
Nazm
bachchon ki dua
haq kaa daaman na chhuTe jhuuT se mai.n duur rahuu.n
mujh ko sarkaar-e-do-aalam kii itaa.at de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
ai KHuda
tuu hai maa'buud terii 'ibaadat kare.n
tere mahbuub kii ham itaa'at kare.n
Amanul Haque Balapuri
Nazm
badal de
kab tak ye parastaar-e-vafaa vaqf-e-KHushaamad
ab is kii itaa.at ko baGaavat se badal de
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ibn-e-adam ka azm
tire bahisht ko Thukraa ke mai.n nikal aaya
mai.n aadmii huu.n itaa.at nahii.n hai merii sarisht
Safdar Aah Sitapuri
Nazm
insan
insaan aur itaa.at-e-maahaul-e-iftiraa
aayaa hai apnii aap ye duniyaa liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
nae sal ki band muTThi
thii itaa.at-guzaarii hii apnaa muqaddar
aur is se mafar kaa ko.ii raasta bhii nahii.n thaa