SEARCH RESULTS
Showing search results for "उमंग"
Nazm MATCHES FOR "उमंग"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
jigar kii aag nazar kii uma.ng dil kii jalan
kisii pe chaara-e-hijraa.n kaa kuchh asar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pandrah august
hazaaro.n chiize.n vo duniyaa ko de rahaa hai aaj
nayaa zamaana liye ik uma.ng aayaa hai
Javed Akhtar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
raftaar hai ki chaa.ndnii raato.n me.n mauj-e-ga.ng
yaa bhairvii.n kii pichhle pahar qalb me.n umang
Josh Malihabadi
Nazm
munajat-e-bewa
us ko uma.ng shaadiyo.n kii hai
ra.nj hai yaa qismat me.n KHushii hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
zindagi
ye hukuumat ye Gulaamii ye baGaavat kii uma.ng
qalb-e-aadam ke ye riste hu.e kohna naasuur
Jan Nisar Akhtar
Nazm
daricha
har ek vasl-e-KHudaa-vand kii uma.ng liye
kisii pe karte hai.n abr-e-bahaar ko qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
selfi
KHaal-o-KHad par lagaa ke aas kaa ra.ng
chashm-o-lab par sajaa ke dil kii uma.ng
Rehman Faris
Nazm
aazadi
nasl qaumiyyat kaliisaa saltanat tahziib-o-ra.ng
rau.nd chuktii hai jab in sab ko javaanii kii uma.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
musafir
puraane zehn kii raakh aur na.e dilo.n kii uma.ng
na dekh aisii nigaaho.n se mere KHaalii haath
Mustafa Zaidi
Nazm
baadal
gahraa.iyo.n me.n ruuh kii jaagii hai har uma.ng
dil me.n utar rahe hai.n mire naGm-haa-e-abr
Noon Meem Rashid
Nazm
watan ka rag
yahii du.aa hai vatan ke shikasta haalo.n kii
yahii uma.ng javaanii ke naunihaalo.n kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
qaid
saalhaa-saal kii afsurda o majbuur javaanii kii uma.ng
tauq o zanjiir se lipTii hu.ii so jaatii hai