SEARCH RESULTS
Showing search results for "एतिमाद"
Nazm MATCHES FOR "एतिमाद"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etimad
mai.n ne sochaa thaa ki is baar tumhaarii baahe.n
merii gardan me.n ba-sad-shauq hamaa.il ho.ngii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ram
vo zaalimo.n pe qahr Gariibo.n kii Dhaal the
kirdaar-o-e'tibaar kii raushan misaal the
Rahbar Jaunpuri
Nazm
etimad
bolii KHud-sar havaa ek zarra hai tuu
yuu.n u.Daa duu.ngii mai.n, mauj-e-dariyaa ba.Dhii
Akhtarul Iman
Nazm
tazmin bar-ashaar-e-ghaalib
ho chukii bas e'timaad-e-dil kii sheKHii kirkirii
KHaak me.n naamuus-e-paimaan-e-mohabbat mil ga.ii
Ze Khe Sheen
Nazm
prometheus
agar na aayaa mujhe saazgaar vasl-e-habiib
to e'timaad-e-mohabbat pe harf kyuu.n aa.e
Waheed Akhtar
Nazm
gungi iltija
lekin tuu ne tauba kaa darvaaza to khulaa rakkhaa hai
be-shak tauba kii ibtidaa e'tiraaf se hotii hai
Mohammad Haneef Rame
Nazm
hijrat
har e'timaad kii zanjiir to.D kar niklii
talaash kartii hu.ii apnaa vo hiran-jazba
Ishrat Afreen
Nazm
tijarat
mard-e-taajir ko KHudaa kii zaat par hai e'timaad
mard-e-chaakar har gha.Dii aGyaar kaa muhtaaj hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
zarurat-e-iqbaal
hamaaraa daur ab aaya is e'timaad kii KHair
hamaare naam payaam-e-bahaar bhii ho.nge
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Nazm
sannaTa
raushnii mehmaan kuchh lamho.n kii hai
guu.nge lahje saa.ate.n andhii shikasta e'timaad
Malika Naseem
Nazm
ghar ka wahid mard
ba.De e'timaad ke saath nape tule qadam uThaataa
un aavaara la.Dko.n ke Gol se nikaltaa chalaa gayaa