SEARCH RESULTS
Showing search results for "कलमा"
Nazm MATCHES FOR "कलमा"
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
muflisi
jo ahl-e-fazl aalim o faazil kahaate hai.n
muflis hu.e to kalma talak bhuul jaate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shisha ka aadmi
zabaa.n se kalma-e-haq-raast kuchh kahaa jaataa
zamiir jaagtaa aur apnaa imtihaa.n hotaa
Akhtarul Iman
Nazm
jaan beTa KHilafat pe de do
buu.Dhii amaa.n kaa kuchh Gam na karnaa
kalma pa.Dh pa.Dh KHilaafat pe marnaa
Shafiq Rampuri
Nazm
nazm ittihad
da.avaa to ye hai ham bhii musalmaan hai.n zaruur
kalma jo pochhiye to nahii.n yaad hai huzuur
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
mohabbat
yahii laa.eq-e-kalma-e-aafrii.n hai
ye iimaan-e-kaamil mukammal yaqii.n hai
Majaz Jaipuri
Nazm
masjid-e-ahmarin
daruun-e-masjid bhii kalma-go the
vo kalma-go the ki jin ke haatho.n me.n aslaha thaa
Iliyas Babar Aawan
Nazm
mohabbat
mohabbat dushman-e-rahbaaniyat hai
mohabbat kalma-e-insaaniyat hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
andheron ke pujari
talaash-e-rab rahe jaarii
magar ye kyaa zabaa.n par kalma-e-haq aur aa.nkho.n me.n
Ishrat moin Seemaa
Nazm
jawab-e-shikwa
kii mohammad se vafaa tuu ne to ham tere hai.n
ye jahaa.n chiiz hai kyaa lauh-o-qalam tere hai.n
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
haqiiqat hu.ii jaise mujh par ayaa.n
qalam ban gayaa hai KHudaa kii zabaa.n