SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़म-ए-गेसू"
Nazm MATCHES FOR "ख़म-ए-गेसू"
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
sae
du.aa.e.n dete hai.n bichh.De hu.o.n ko milne kii
sa.nvaarte hai.n KHam-e-gaisu-e-tamannaa ko
Shahryar
Nazm
harf-e-dua ho jae
KHvaahisho.n ke ghane bargad ke tale jo kaT jaa.e
zindagii KHvaab-gah-e-nik.hat-e-gesuu to nahii.n
Sajid Hameed
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
zikr-e-aaraa.ish-e-KHam-e-kaakul
kaif-e-hindostaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n
Amjad Najmi
Nazm
madam
zulf-e-shab-ra.ng liye sandal o uud o ambar
KHam-e-abruu-e-hasii.n dair kii mehraab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pahli nazar
merii jaanib dekh kar ha.ns ha.ns ke sharmaatii rahii
nik.hat-e-gesuu se ik ik saa.ns mahkaatii rahii
Hasrat Jaipuri
Nazm
mai-shikasta-dili ai harif-e-zauq-e-numu
na Daal aur mire dil pe saaya-e-gesuu
vo ankabuut jo taar-e-nafas me.n jiite hai.n
Aslam Ansari
Nazm
ek maut ek ehtijaj
shab-e-gesuu shafaq-e-lab ruKH-e-taabaa.n kii sahar
kho ga.e aaj a.ndhero.n ke sanam-KHaano.n me.n
Riyaz Anwar
Nazm
jagir
mai.n KHudaavand huu.n us vus.at-e-be-paayaa.n kaa
mauj-e-aariz bhii mirii nik.hat-e-gesuu bhii mirii
Sahir Ludhianvi
Nazm
waqt ki qadr
tuu saamne ho to kaun-o-makaa.n ko gum kar duu.n
KHam-e-tarab me.n KHam-e-aasmaa.n ko gum kar duu.n
Akhtar Shirani
Nazm
be-wafa kaise banun
KHvaahish-e-saaya-e-gesuu-e-pareshaa.n hii nahii.n
jannat-e-aariz-o-lab kii bhii tamannaa na karuu.n