SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ल्वत-ए-महजूब"
Nazm MATCHES FOR "ख़ल्वत-ए-महजूब"
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
ye tamannaa.o.n kaa be-paayaa.n alaav gar na ho
reg apnii KHalvat-e-be-nuur-o-KHud-bii.n me.n rahe
Noon Meem Rashid
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
KHalvat-e-aa.iina-KHaana me.n kahii.n ko.ii nahii.n
sirf mai.n!
Ameeq Hanafi
Nazm
widaa
rahzan-e-husn ko is ishq kii manzil se Garaz
KHuugar-e-KHalvat-e-rangiin ko mahfil se Garaz
Niyaz Gulbargavi
Nazm
padmani
raunaq-e-KHavlat-e-shaahaana banaayaa tujh ko
naazish-e-himaat-e-mardaana banaayaa tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
bint-e-himala
KHalvat-e-mahr daraKHshaa.n thii tire siine me.n
terii taabaaniyaa.n aatii na thii.n taKHmiine me.n
Parvez Shahidi
Nazm
aaine se
husn ko aur nikharne kii du.aa.e.n denaa
KHalvat-e-husn me.n ik ishq kii aavaaz hai tuu
Aziz Qaisi
Nazm
an-kahi
jaise sho.ala saa nigaaho.n me.n lapak kar rah jaa.e
KHalvat-e-bazm ho yaa jalvat-e-tanhaa.ii ho
Himayat Ali Shayar
Nazm
jo hum pe guzri
dekh kar KHalvat-e-hastii kii KHamoshii yaaro
maut angusht-ba-dandaa.n sii nazar aatii hai
Muslim Shameem
Nazm
main nahin to kya
hazaar chashm-e-tamannaa banegii dast-e-savaal
nikal ke KHalvat-e-Gam se nazar uThaa.o to
Sahir Ludhianvi
Nazm
tur
suruur-e-sarmadii se zindagii ma.amuur hotii thii
hamaarii KHalvat-e-ma.asuum rashk-e-tuur hotii thii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
be-wafa kaise banun
KHalvat-e-Gam ke dariicho.n pe ye dastak kaisii
ai mirii faKHr-e-vafaa rashk-e-chaman jaan-e-hayaa