SEARCH RESULTS
Showing search results for "झोल"
Nazm MATCHES FOR "झोल"
Nazm
tumne likkha hai
is se pahle ki mire ishq par ilzaam dharo
dekh lo husn kii fitrat me.n to kuchh jhol nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
mulamma ki anguThi
chaa.ndii kii a.nguuThii pe jo sone kaa cha.Dhaa jhol
ochhii thii lagii bolne itraa ke ba.Daa bol
Ismail Merathi
Nazm
qurbani ke bakre
qiimat me.n varna aa.egaa fauran hii itnaa jhol
sone kaa jaise bakraa ho aisaa pa.Degaa mol
Syed Mohammad Jafri
Nazm
snow angel
daahinii jaanib kaa halkaa jhol
jis se ik mukammal jism kaa KHaaka ubhartaa hai
Satyapal Anand
Nazm
KHwabon ke byopari
ham raakh liye hai.n jholii me.n
aur sar pe hai saahuukaar kha.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
tumhaaraa jism har ik lahr ke jhakole se
mirii khulii hu.ii baaho.n me.n jhuul jaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ye shave-box hai aur ye hai old spice
nahii.n huzuur kii jho.njal kaa ab ko.ii baa.is
Jaun Eliya
Nazm
kal humne sapna dekha hai
dhartii ke mahakte baaGo.n se
kaliyo.n kii jholii bhar laa.e.n
Ibn e Insha
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
ham kyaa maa.nge.n ham kyaa chaahe.n
ho.nT sile aur jholii KHaalii
Ibn e Insha
Nazm
mere school
ilm kii jhiil kaa tairaak banaayaa hai mujhe
KHauf ko chhiin ke bebaak banaayaa hai mujhe