SEARCH RESULTS
Showing search results for "ठहर"
Nazm MATCHES FOR "ठहर"
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
guzarte vaqt kii har mauj Thahar jaa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ra.ng-e-ummiid khilegaa ki bikhar jaa.egaa
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
hitch-hiker
zindagii kii ye gha.Dii TuuTtaa pul ho jaise
ki Thahar bhii na sakuu.n aur guzar bhii na sakuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nazrana
ek to itnii hasii.n duusre ye aaraa.ish
jo nazar pa.Dtii hai chehre pe Thahar jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
kahan jaoge
aur kuchh der Thahar jaa.o ki phir nashtar-e-sub.h
zaKHm kii tarah har ik aa.nkh ko bedaar kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHudaon se kah do
itne phuul zamiin par khile.n
ki kisii aur chiiz par nazar na Thahr sake
Kishwar Naheed
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
Thahar ke phir vo kalaam karnaa
bahut se jazbo.n kii parda-daarii
Tariq Qamar
Nazm
dil mein aise Thahar gae hain gham
dil me.n aise Thahar ga.e hai.n Gam
jaise jangal me.n shaam ke saa.e
Gulzar
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
sub.h hone hii ko hai ai dil-e-betaab Thahar
abhii zanjiir chhanaktii hai pas-e-parda-e-saaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-alfaz
kuchh takalluf se sahii Thahar ke kuchh baat kare.n
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
Zehra Nigaah
Nazm
parchhaiyan
jahaa.n se jism ko dekhe.n tamaam naaz-o-niyaaz
jahaa.n nigaah Thahar jaa.e raaz-andar-raaz
Firaq Gorakhpuri
Nazm
champai dhup
jo terii ujlii dhulii hu.ii ruuh se phisal kar tire labo.n par
Thahar gayaa thaa
Gulzar
Nazm
masjid
yaa musaafir ko.ii aa jaataa hai vo bhii Dar kar
ek lamhe ko Thahar jaataa hai aate aate