SEARCH RESULTS
Showing search results for "तअज्जुब"
Nazm MATCHES FOR "तअज्जुब"
Nazm
madam
log kahte hai.n to logo.n pe ta.ajjub kaisaa
sach to kahte hai.n ki naadaaro.n kii izzat kaisii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kashmakash
is pe afsos hai kyuu.n is pe ta.ajjub kaisaa
ye mohabbat bhii to ehsaas kaa ik dhokaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
tarbiyat
ahl-e-daanish 'aam hai.n kamyaab hai.n ahl-e-nazar
kyaa ta'ajjub hai ki KHaalii rah gayaa teraa ayaaG
Allama Iqbal
Nazm
silsila-e-roz-o-shab
ta.ajjub ki nuur-e-azal miT chukaa hai
bahut duur insaan TheThukaa hu.aa hai
Meeraji
Nazm
samundar aasman aur main
hiraas jazbo.n kii rahguzar me.n dil-e-ta.ajjub-zada akelaa
KHamosh tanhaa bhaTak rahaa thaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
sawal
jise dekho ta.ajjub se yahii vo puuchhtaa hai
kahaa.n tum ab talak so.e hu.e the
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
siyasi bengan
islaam ta.ajjub se a.ngusht ba-dandaa.n hai
marghaT me.n jale sham.a tauhiid kaa parvaana
Zareef Lakhnavi
Nazm
baada-e-nim-ras
apne a.azaa ke tanaasub pe ta.ajjub hogaa
pesh-e-aa.iina guzartii hu.ii sharmaa.egii
Saifuddin Saif
Nazm
aansu
magar ta.ajjub-zada mujhe dekhte rahe vo
havaa.o.n kii siskiyo.n se puuchhaa
Zia Jalandhari
Nazm
fasana-e-ibrat
ta.ajjub me.n huu.n dekh kar ra.ng-e-aalam
ilaahii ye kyaa aa gayaa hai zamaanaa