SEARCH RESULTS
Showing search results for "तक़्दीस"
Nazm MATCHES FOR "तक़्दीस"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
sard shaaKHo.n me.n havaa chiiKH rahii hai aaise
ruuh-e-taqdiis-o-vafaa marsiyaa.n-KHvaa.n ho jaise
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
aur mai.n pyaar kii taqdiis pe marne vaalaa
dard ban kar tire ehsaas me.n bas jaa.uu.ngaa
Qateel Shifai
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
nahii.n hai.n un vahshato.n ke haamil
jo merii taqdiir ban chukii hai.n
Tariq Qamar
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
kyaa vaqt ke dariyaa ne diivaar ko Dhaayaa hai
farmaan-e-rifaaqat kii taqdiis bas itnii hai
Zehra Nigaah
Nazm
bhaarat ke musalman
ga.ngoh kii taqdiis se qudduus saraasar
paTne kii zamii.n nik.hat-e-KHvaaja se mo.attar
Jagan Nath Azad
Nazm
ujala
merii parviin-e-taKHayyul, mirii nasriin-e-nigaah
mai.n ne taqdiis ke phuulo.n se sajaayaa hai tujhe
Mustafa Zaidi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag aaraa.ish kaa zebaa.ish kaa naam
aag vo taqdiis dhul jaate hai.n jis se sab gunaah
Noon Meem Rashid
Nazm
huzn-e-insan
husn bechaare ko dhokaa saa diye jaataa hai
zauq-e-taqdiis pe majbuur kiye jaataa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
padmani
terii taqdiis kaa qaa.el hai zamaana ab tak
terii iffat kaa zabaa.n par hai fasaana ab tak
Suroor Jahanabadi
Nazm
parwin-shakir
taqdiis-e-badan kii naGma-KHvaa.n thii
tahziib-e-badan kii raaz-daa.n thii
Ali Sardar Jafri
Nazm
tark-e-daryuza
merii taqdiir me.n hairaanii hai
bazm-e-hastii me.n sar-afraaz hai tuu
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
pat-jhaD
mirii taariik fitrat me.n bhii ik taqdiis kaa sho.ala
kisii kaif-e-daruu.n se phuuT jaataa hai