SEARCH RESULTS
Showing search results for "तमन्ना-ए-दीदार"
Nazm MATCHES FOR "तमन्ना-ए-दीदार"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
farsh-e-naumiidii-e-diidaar bichhaa hai ab bhii
aur kahii.n yaad kisii dil-zada bachche kii tarah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
halqa-e-zulf kahii.n gosha-e-ruKHsaar kahii.n
hijr kaa dasht kahii.n gulshan-e-diidaar kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
girl-friend
aur KHaamosh chanaaro.n kii sulagtii aa.nkhe.n
mahv-e-diidaar rahii.n
Prem Warbartani
Nazm
rang hai dil ka mere
champa.ii rang kabhii raahat-e-diidaar kaa ra.ng
surma.ii rang ki hai saa.at-e-bezaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere dil ke TuTe sitare ko tumne
azal se bhaTaktii hu.ii aarzuu ko
tamannaa-e-shahr-e-dil-o-jaa.n banaayaa
Zeeshan Sahil
Nazm
naya aazar
ka.nval ka.nval se KHariidii thii hasrat-e-diidaar
nazar nazar ko jigar me.n utaarne ke liye
Mustafa Zaidi
Nazm
eid ka din
namaaz-e-eid pa.Dhne ke liye sarkaar aa.e hai.n
aur un ke saath saare taalib-e-diidaar aa.e hai.n
Majeed Lahori
Nazm
muddat ke baad
kaisii ajiib saa.at-e-diidaar hai ki ham
phir yuu.n mile ki jaise kabhii duur hii na the
Himayat Ali Shayar
Nazm
donon pareshan ho gae
sharbat-e-diidaar kii ummiid un se kyaa kare.n
ab shakar miltii nahii.n hai sirf gu.D kii chaa.e hai
Zareef Jabalpuri
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii