SEARCH RESULTS
Showing search results for "तल्ख़ी-ए-माहौल"
Nazm MATCHES FOR "तल्ख़ी-ए-माहौल"
Nazm
wasoKHt
lab par hai talKHi-e-mai-e-ayyaam varna 'faiz'
ham talKHi-e-kalaam pe maa.il zaraa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
kutub-KHana
lekin ai markaz-e-tahziib-o-tamaddun mujh ko
yuu.n ko.ii fikr-o-Gam-e-talKHii-e-haalaat nahii.n
Naseer Parwaz
Nazm
bhaarat ke musalman
ho jaa.egii taariikii-e-maahaul gurezaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
etiraf
talKHii-e-ziist kaa ehsaas nahii.n miT saktaa
talKHii-e-ziist ko jab tak na miTaayaa jaa.e
Naresh Kumar Shad
Nazm
ye log
siino.n kii kisii talKHii-e-be-naam ke lab par
aaKHir me.n kisii jang kii afsurda hikaayat
Balraj Komal
Nazm
wirsa
teraa shikva bhii bajaa merii shikaayat bhii durust
ra.ng-e-maahaul badalne kii zaruurat bhii durust
Sahir Ludhianvi
Nazm
insan
insaan aur itaa.at-e-maahaul-e-iftiraa
aayaa hai apnii aap ye duniyaa liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
lauh-o-qalam
manzuur ye talKHii ye sitam ham ko gavaaraa
dam hai to mudaavaa-e-alam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tumhaare husn ke nam
agarche ta.ng hai.n auqaat saKHt hai.n aalaam
tumhaarii yaad se shiirii.n hai talKHi-e-aiyyaam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri yaad
bastiyaa.n chho.D ke tarse hu.e viiraano.n me.n
talKHii-e--dahr sameTe hu.e mai-KHaano.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
waqt ki baat
tuu magar jaantii hai
talKHi-e-ziist damakte hu.e shaadaab o javaa.n chehro.n ko
Ahmad Rahi
Nazm
fareb-e-nazar
talKHii-e-ziist kaa vajuud na thaa
paas vaadii me.n thii rah-e-takmiil