SEARCH RESULTS
Showing search results for "तिरयाक़"
Nazm MATCHES FOR "तिरयाक़"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naqqad
sach bataa ai aashiq-e-deriina-e-fikr-e-ma.aash
zahr me.n tiryaak ke unsur kii bhii kii hai talaash
Josh Malihabadi
Nazm
bambai
inqalaab aur baGaavat kaa tiryaaq bhii
tere pahluu me.n faulaad kaa qalb hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
adhure KHwab
merii be-KHvaab nigaaho.n kaa u.Daate the mazaaq
vo jinhe.n saada-dilii samjhii junuu.n kaa tiryaak
Farigh Bukhari
Nazm
shairi ki kitab
zehn kaa ghuu.nT ho yaa ki tiryaaq ho
nirKH-e-baazaar kii nisbato.n se sabhii
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
ghaalib
jis me.n sharbat ho faqat baada-e-tiryaaq na ho
aaj us jaam ko mai-KHvaar nahii.n pii sakte
Saeed Arifi
Nazm
devdas
ruuh kaa Gam ma-e-gulfaam se kam kyaa hotaa
ko.ii tiryaak ba-juz vasl-e-sanam kyaa hotaa
Anjum Azmi
Nazm
zist-mizajon ka nauha
kaun saa zahr tire hijr kaa tiryaaq bane
bas isii kaar-e-faraaGat pe hai maamuur ye dil
Iliyas Babar Aawan
Nazm
main kab se be-Khaal-o-KHat paDa hun
kahaa.n hai.n aa.nkhe.n
mai.n jin me.n tiira-shabii kaa tiryaaq
Qasim Yaqub
Nazm
ek qalandar ke nam
tumhii.n ne haath rakkhaa nabz-e-dauraa.n par
bane tiryaak is zahr-e-halaahil kaa
Malika Naseem
Nazm
tasalli
ba.az taKHliiqii amal ke maa-sivaa
kaun saa ilzaam aataa hai kisii tiryaaq par
Rasheed Ejaz
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa