SEARCH RESULTS
Showing search results for "दालान"
Nazm MATCHES FOR "दालान"
Nazm
wahima
ham ki dekhe.n kabhii daalaan kabhii suukhaa chaman
us pe dhiimii sii tamanna ki pukaare jaa.e.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
bachpan ka wo zamana
ik pe.D roTiyo.n kaa daalaan me.n lagaa.e.n
us pe.D ko kahe.nge roTii kaa kaarKHaana
Abdul Qadir
Nazm
yaad hai
dhuup kii maanind hai ye zindagii 'taariq' mujhe
dhuup ke daalaan me.n vo aanaa jaanaa yaad hai
Ataur Rahman Tariq
Nazm
talash
december ke daalaan me.n
is chamaktii hu.ii aaftaabii tamaazat ko ruuh me.n utaare
Arifa Shahzad
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
Gazal daalaan me.n rakkhii hai mai.n ne
mahak hai sa.ngtare kii qaash jaisii
Aamir Suhail
Nazm
raat
viiraanii daalaan me.n baiThii bain kartii aur
apnii mahruumii kaa iz.haar kartii hai
Manzar Latif
Nazm
ek kahani
us ko jhulaa rahaa thaa aa kar havaa kaa jho.nkaa
daalaan me.n se billii tote ko tak rahii thii
Shakir Ansari
Nazm
khilaune
piital ke kuchh saaras bagule jaaduu kaa sanduuq
khel khilauno.n se hai.n saje sab kamre aur daalaan