SEARCH RESULTS
Showing search results for "दावा-ए-इश्क़"
Nazm MATCHES FOR "दावा-ए-इश्क़"
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
haqaeq
da.avaa-e-ulfat jataa kar muft me.n rusvaa na ho
daar par cha.Dhne se pahle raaz-e-ishq afshaa na kar
Zafar Ali Khan
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
junun-e-wafa
bahut rahaa jise da.avaa-e-saahil-e-aashuubii
sunaa ye hai ki vo dariyaa utar gayaa yaaro!
Jagan Nath Azad
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
''majbuurii o davaa-e-giraftaarii-e-ulfat
dast-e-tah-e-sa.ng-aamada paimaan-e-vafaa hai''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lab pe pabandi to hai
hai jinhe.n sab se ziyaada daavaa-e-hubbulvatan
aaj un kii vaj.h se hubb-e-vatan rusvaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
pahla patthar
ki apne dast-e-lahuu-ra.ng par nazar Daale
ki apne da.avaa-e-ma.asuumiyat pe Gaur kare
Mustafa Zaidi
Nazm
chand sawal
sau jalve hai.n nazro.n se maanind-e-nazar pinhaa.n
daa'vaa-e-jahaa.n-biinii ai diida-varii kyo.n hai
Asad Multani
Nazm
taaruf
lekin da.avaa ye karte hai.n ham sab se hoshyaar hai.n
in se sab bezaar hai.n
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu KHud hi pukar uTThega
da.avaa-e-adl bhii qaatil kii taraf-daarii bhii
jab ho ye adl kaa me.aar na kyo.n hairat ho
Payam Fatehpuri
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
buland da.ava-e-jamhuuriyat ke parde me.n
faroG-e-majlis-o-zindaa.n hai.n taaziyaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
naqsh-e-mohabbat
na puuchh qissa-e-be-chaargii-e-ishq na puuchh
ye raaz vo hai kisii ko jo ham bataa na sake