SEARCH RESULTS
Showing search results for "नारा-ए-ऐलान"
Nazm MATCHES FOR "नारा-ए-ऐलान"
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
vo bijlii ki thii naara-e-laa-tazar me.n
azaa.em ko siino.n me.n bedaar kar de
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
is hazii.n KHaamushii me.n na lauTegaa kyaa
shor-e-aavaaz-e-haq, naara-e-giir-o-daar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ishwar pararthna
hurriyat kaa naam tak ab lab pe laanaa jurm hai
na.ara-e-qaum-o-vatan tak ab lagaanaa jurm hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
insan ki fariyaad
suufii bhii ban ke dekhaa aur rind-e-be-riyaa bhii
kar naara-e-anaa-al-haq ik khalbalii machaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chaaro.n taraf se na.ara-e-salle-alaa uThe
tere mujassamo.n se zamii.n jagmagaa uThe
Josh Malihabadi
Nazm
kaghzi hai pairahan
mutrib kii aavaaz
aur naara-e-sarmadii kuchh nahii.n hai yahaa.n
Sajida Zaidi
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai naGma-e-huval-baaqii
mirii namaaz ki hai naara-e-huval-maujuud
Josh Malihabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
guu.nj uTThegaa haram nara-e-labbaik, zamii.n
tere qadmo.n me.n ugal degii KHazaane apne
Adil Mansuri
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
fat.h-e-nusrat kii du.aa.o.n se hu.aa ma.amuur hai
naaraa-e-jai-hind se saarii fazaa ma.amuur hai
Jagan Nath Azad
Nazm
aaj ke munafiq
mukaalima hai junuu.n se to aql se bhii kalaam
labo.n pe naara-e-tahsiin zehn me.n dushnaam
Nasira Zuberi
Nazm
nazr-e-watan
phir sar-zamii.n vatan kii hai nazro.n ke saamne
phir lab pe ek naara-e-mastaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
jang
ko.ii to apnii qabaa.o.n ko banaa kar parcham
naara-e-amn havaa.o.n kii jabii.n par likh de
Chandrabhan Khayal
Nazm
wo shaKHs
fitna-gar thaa magar ba-faiz-e-zabaa.n
na.ara-e-inqilaab thaa vo shaKHs