SEARCH RESULTS
Showing search results for "निकम्मे"
Nazm MATCHES FOR "निकम्मे"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pak o hind yak-jehti
nikamme rahnumaa aur aql se paidal siyaasat-daan
hamaare ek jaise hai.n tumhaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
jaDe ki raat
baat ye hai jo hai.n nikamme log
kaam kaa paalte nahii.n hai.n rog
Wajahat Husain Wajahat
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ra.ng garduu.n kaa zaraa dekh to unnaabii hai
ye nikalte hu.e suuraj kii ufuq-taabii hai
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo ko.ii chaahne vaalaa tavaaf ko nikle
nazar churaa ke chale jism o jaa.n bachaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas raho
marham-e-mushk liye, nashtar-e-almaas liye
bain kartii hu.ii ha.nstii hu.ii gaatii nikle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
kabhii mahsuur hote hai.n kabhii aage nikalte hai.n
yahaa.n par shah bhii pa.Dtii hai
Jaun Eliya
Nazm
zauq o shauq
aaya-e-kaa.enaat kaa ma.anii-e-der-yaab tuu!
nikle tirii talaash me.n qaafila-haa-e-ra.ng-o-buu!
Allama Iqbal
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut ke haatho.n se miT saktaa agar naqsh-e-hayaat
aam yuu.n us ko na kar detaa nizaam-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
intizar
aa bhii jaa, taaki mire sajdo.n kaa armaa.n nikle
aa bhii jaa, ki tire qadmo.n pe mirii jaa.n nikle