SEARCH RESULTS
Showing search results for "निखर"
Nazm MATCHES FOR "निखर"
Nazm
tumhaare husn ke nam
nikhar ga.ii hai kabhii subah dopahar kabhii shaam
kahii.n jo qaamat-e-zebaa pe saj ga.ii hai qabaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad ka DanDa
anDaa khaane se lahuu jism me.n ba.Dh jaataa hai
chust hotaa hai badan zehn nikhar jaataa hai
Syeda Farhat
Nazm
raat sunsan hai
chaa.ndnii khul ke nikhar aa.ii hai darvaaze par
os se bhiigte jaate hai.n puraane gamle
Mustafa Zaidi
Nazm
etizar
kabhii ik ashk se dhul jaate hai.n sadiyo.n ke Gubaar
kaa.enaat aur nikhar aur sa.nvar jaatii hai
Ada Jafarey
Nazm
sal-e-nau mubarak
gulo.n kii tarah gulistaa.n me.n nikhar le.n
bane.n ham bhii suuraj gagan me.n ubhar le.n
Mohammad Asadullah
Nazm
ek alamat
jis me.n maryam ke hasii.n naqsh nikhar jaate hai.n
ai na.e asr kii rag rag ko samajhne vaale
Mustafa Zaidi
Nazm
paigham eid
jis taraf dekhiye ra.anaa.ii hii ra.anaa.ii hai
rahguzar kaahkashaa.n ban ke nikhar aa.ii hai
Hafeez Banarasi
Nazm
meri ramaen adhuri hai abhi
saraapaa-bagosh banii
dukh kii bhaTTii me.n tap ke nikhar rahii hai abhii
Perwaiz Shaharyar
Nazm
guru-nanak dev ji
tire jamaal se ai aaftaab-e-nankaana
nikhar nikhar gayaa husn-e-shu.uur-e-rindaana
Darshan Singh
Nazm
ek actress
vo jalte hu.e kuchh pashemaan bhii hai
nikhar bhii rahii hai magar is jalan se
Naresh Kumar Shad
Nazm
tere baghair
dard gar behad hu.aa to hausle ba.Dh jaa.e.nge
tum zaKHm kuredoge ham aur nikhar jaa.e.nge
Darshika wasani
Nazm
holi
phir shabaab-e-mast niklaa mal ke chehre par gulaal
phir nikhar aayaa bahaar-e-laala se husn-e-chaman