SEARCH RESULTS
Showing search results for "पर-ओ-बाल"
Nazm MATCHES FOR "पर-ओ-बाल"
Nazm
purani se nai paud tak
in ke par-o-baal liye
in ke KHaamosh tabassum hii kii pinhaa.ii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
is mein meri to koi ghalati nahin
kisii ne mujh ko zinda dafnaayaa nahii.n
jab mere par-o-baal nikalnaa shuruu.a hu.e
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
sal ki aaKHiri shab
mai.n unhe.n kaise bataa.uu.n ki yahii mausam hai
jab parindo.n ke par-o-baal nikal aate hai.n
Saleem Kausar
Nazm
yahi sab kuchh hai
be-par-o-baal kiyaa kartii hai
vaqt kii taal ko be-taal kiyaa kartii hai
Khumar Mirzada
Nazm
madar-e-fitrat
zauq-e-parvaaz to baKHshaa na par-o-baal diye
sher ke saa.nche me.n kyo.n qalb-o-nazar Dhaal diye
Syeda Farhat
Nazm
bulbul o parwana
ye nanhe nanhe par o baal ye sitam kii tapish
milaa hai aah qayaamat kaa kyaa jigar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
tawaif
terii chuTkii kii sadaa hai yaa ki shaitaa.n kaa KHarosh
rahm kar insaaniyat par o but-e-ismat-farosh
Mahirul Qadri
Nazm
zindagi
kyaa u.Degii vaadii-e-ummiid me.n
taa.ir-e-be-baal-o-par hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
tajassus kii aa.nkho.n me.n Dore se aa.e
qadam chuumne barq-o-baad aab-o-aatish
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
hasrat-e-parwaz
yuu.n uf na baaG-e-dahr me.n barbaad ho ko.ii
bulbul kaa aashiyaa.n hai kahii.n baal-o-par kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
ajnabi wadiyon mein
aazmaa.o tavaanaa.ii-e-baal-o-par
raqs kar zindagii zindagii raqs kar