SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैकर-ए-नूरी"
Nazm MATCHES FOR "पैकर-ए-नूरी"
Nazm
ashnan
itne me.n numaayaa.n hu.aa ik paikar-e-nuurii
qadmo.n me.n shafaq jis ke pa.Dii bahr-e-huzuurii
Rizwanullah
Nazm
masjid-e-qurtuba
paikar-e-nuurii ko hai sajda mayassar to kyaa
us ko mayassar nahii.n soz-o-gudaaz-e-sajuud
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
paikar-e-ijz-o-KHuluus-o-saadgii
tuu thaa tahziib-o-tamaddun kaa nikhaar
Talib Chakwali
Nazm
ek taswir
paikar-e-tamkanat-o-naaz-o-Guruur-e-baatil
dar-e-zindaa.n pe tashaddud kaa alam ho jaise
Muslim Shameem
Nazm
ek taswir
paikar-e-tamkanat-o-naaz-o-Guruur-e-baatil
dar-e-zindaa.n pe tashaddud kaa alam ho jaise
Muslim Shameem
Nazm
koyal
marhabaa ai paikar-e-paik-e-subuk-gaam-e-bahaar
le ke phir tuu garmiyo.n me.n aa.ii paiGaam-e-bahaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHana-ba-dosh
vo log paikar-e-Gam-o-hirmaa.n kahe.n jinhe.n
betaabiyo.n ke ruup me.n insaa.n kahe.n jinhe.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
chand ka husn
phir bhii ham chaa.nd ko kahte hii rahe paikar-e-nuur
us kii ra.anaa.ii pe har vaqt rahe ham shaidaa
Salam Sandelvi
Nazm
barsat ka mausam
ai huur-e-jinaa.n jaan-e-chaman ruuh-e-nazaara
ai paikar-e-anvaar-o-dil-aavez dil-aaraa
Izhaar Malihabadi
Nazm
ye dilli
lamho.n me.n sameTe hu.e barso.n kii muraade.n
ik paikar-e-sad-shoKHii-e-raftaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
madam
nuzhat o naaz kaa ik paikar-e-shaadaab-o-hasii.n
nik.hat-o-nuur kaa umDaa hu.aa sailaab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
emergency se pahle emergency ke baad
bint-e-gulaab paikar-e-amn-o-amaa.n hai aaj
jannat-nishaan vaaqa.ii hindostaa.n hai aaj