SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़नकार"
Nazm MATCHES FOR "फ़नकार"
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
fankar
mai.n ne jo giit tire pyaar kii KHaatir likkhe
aaj un giito.n ko baazaar me.n le aayaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ban-bas
meraa ye jurm ki mai.n saahab-e-idraak-o-shu.uur
meraa ye aib ki ik shaa.ir o fankaar huu.n mai.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
teri yaad
apnii ruuThii hu.ii taqdiir ke Gam-KHvaaro.n me.n
apne ham-manzil-o-ham-raasta fankaaro.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
musafir
kuchh aise log puraane musass me.n mile
buland-baam kaliisaa me.n the vahii fankaar
Mustafa Zaidi
Nazm
mirza ghaalib
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
apne fan me.n ba.De hushyaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
hum to shair hain hum sach nahin bolte
sach to ye hai guzarte hu.e vaqt se
faa.eda jo uThaa le vo fankaar hai
Suroor Barabankvi
Nazm
suraj ka shahr
ki paa.nch naa-mumkinaat me.n hai
aziim fankaar kaa qalam ho ki kaar-KHaane
Shahab Jafri
Nazm
shaitan ka farman
uTTho mire mahbuub muriido.n ko jagaa do
fankaar ko ibliis kaa paiGaam sunaa do
Asrar jamayee
Nazm
nai subh
tarjumaan-e-dil-e-jamhuur adiib-o-fankaar
in ke afkaar tavaanaa hai.n taKHayyul bedaar
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
wo zinda hai
ghirii ho.n saKHt KHatro.n me.n
to ik fankaar par bhii ye bataanaa farz hotaa hai
Salam Machhli shahri
Nazm
shakespeare
tuu kisii mulk kisii daur kaa fankaar nahii.n
balki har mulk kaa har daur kaa fankaar hai tuu
Jagan Nath Azad
Nazm
ye dilli
sadiyo.n kii hikaayat kaa kirdaar hai dillii
taariiKH ke fankaar kaa shahkaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
mudawa
lekin us ke liye ab kyaa mai.n karuu.n
ye samajhte nahii.n mujh ko fankaar