SEARCH RESULTS
Showing search results for "बहर-ए-ज़ुल्मात"
Nazm MATCHES FOR "बहर-ए-ज़ुल्मात"
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
Nazm
phir sham hui
daf.atan sail-e-zulmaat ko chiirtaa
jal uThaa duur bastii kaa pahlaa diyaa
Ibn e Insha
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
shahr-e-zulmaat ke sanaa-KHvaano
shahr-e-zulmaat ko sabaat nahii.n
Habib Jalib
Nazm
hasin aag
baar-e-zulmaat se siine kii fazaa hai bojhal
na ko.ii saaz-e-tamannaa na ko.ii soz-e-amal
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ilm
KHvaahish-e-chashma-e-zulmaat abhii baaqii hai
pa.e naisaa.n ho jo barsaat abhii baaqii hai
Daud Ghazi
Nazm
Dhalti raat
kaun jaane ki abhii raat hai kitnii baaqii
umr-e-hangaama-e-zulmaat hai kitnii baaqii
Takht Singh
Nazm
ghaalib
Gavvaas-e-fikr ke liye Gaalib kii shaa.erii
ik bahr-e-be-kanaar-e-funuun-o-uluum hai
Mustafa Rahi
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ghaTa chhai to kya
ho chukaa paayaab jab bahr-e-sar-o-barg-e-shabaab
ab samundar kii javaanii baa.Dh par aa.ii to kyaa
Josh Malihabadi
Nazm
shauq-e-gurezan
dasht-e-zulmaat me.n bhaTakne de
merii raaho.n ko kahkashaa.n na banaa