SEARCH RESULTS
Showing search results for "बिखर"
Nazm MATCHES FOR "बिखर"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
chamak uThe hai.n salaasil to ham ne jaanaa hai
ki ab sahar tire ruKH par bikhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
vo qurbate.n vo judaa.iyaa.n sab
Gubaar ban kar bikhar ga.ii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ra.ng-e-ummiid khilegaa ki bikhar jaa.egaa
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
nazrana
muskuraa detii ho rasman bhii agar mahfil me.n
ik dhanak TuuT ke siino.n me.n bikhar jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
tumhaare husn ke nam
salaam likhtaa hai shaa.er tumhaare husn ke naam
bikhar gayaa jo kabhii ra.ng-e-pairahan sar-e-baam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum nahin aae the jab
dil ke bujhte hu.e a.ngaare ko dahkaate hu.e
zulf-dar-zulf bikhar jaa.egaa phir raat kaa ra.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ki jaise KHushbuu bikhar rahii ho
ki jaise resham ulajh rahaa ho
Tariq Qamar
Nazm
an-kahi
dhuup me.n saaya bhii hotaa hai gurezaa.n jis dam
terii zulfe.n mire shaano.n pe bikhar jaatii hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
kisii dast-e-Gaib se TuuT kar
rah-e-taar-e-jaa.n me.n bikhar ga.e!