SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेहाल"
Nazm MATCHES FOR "बेहाल"
Nazm
daraKHt-e-zard
hai iizad iizdaa.n ik ramz jo be-ramz nisbat hai
miyaa.n ik haal hai ik haal jo be-haal-e-haalat hai
Jaun Eliya
Nazm
ye december hai
magar phir sard mausam kii havaa kaa ek hii jho.nkaa
tumhe.n behaal kar degaa
Seema Ghazal
Nazm
marne wale se jalan
ki mai.n jis imtihaa.n ke KHauf se behaal aur be-chain phirtaa huu.n
vo ye saahab
Shariq Kaifi
Nazm
aap-biti
faaqa-mastii me.n bikharte hu.e saare rishte
ta.ng-dastii ke sabab saarii fazaa.e.n behaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
ek hii ruuh jo behaal hai zindaano.n me.n
ek hii qaid tamannaa kii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
hazaaro.n baras ke ye simTe se paude
ye hai.n aaj bhii sard behaal be-dam
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
apne maiKHaane kaa ik mai-kash-e-behaal hai ye
haa.n vahii mard-e-javaa.n-baKHt o javaa.n-saal hai ye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
tum is tarah Gamo.n se behaal ho rahii ho
ham is taraf hai.n muztar daaman-kushaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
pahle sal ka tohfa
bhuuke bilakte dard se behaal bachche kii karaaho.n me.n
badal jaatii hai.n pal bhar me.n
Ishrat Afreen
Nazm
mujh sa mabhut aashiq
muztarib aur behaal
KHasta-o-paariina taKHte pe bahtaa hu.aa