SEARCH RESULTS
Showing search results for "ब-तस्वीर"
Nazm MATCHES FOR "ब-तस्वीर"
Nazm
faza-e-hairat
sahar kii kaliyaa.n luTii hu.ii hai.n
gulo.n kii shaaKHe.n jhukii hu.ii hai.n
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
talash-e-gum-shuda
meraa ik shaKHs kho gayaa hai kahii.n
us kii suurat hai huu-ba-huu mujh sii
Kashif Rafiq
Nazm
unki taswir dekh kar
aaj kyaa hai jo milaa shoKH nigaaho.n ko qaraar?
kyaa hu.aa husn kii ma.asuum hayaa.o.n kaa vaqaar
Shakeel Badayuni
Nazm
larazte sae
vo fasaana jise taariikii ne dohraayaa hai
merii aa.nkho.n ne sunaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
dekhti hun jab teri taswir ko
dekhtii huu.n jab tirii tasviir ko
KHud-ba-KHud maazii me.n kho jaatii huu.n mai.n
Brijes Talat Nizamii
Nazm
algani
ek hii pal me.n uchaT jaatii hai ye nii.nd mirii
ek bijlii sii chamak jaatii hai in aa.nkho.n me.n
Malik Ehsan
Nazm
ye saDak
darmiyaa.n me.n ko.ii saaya chehra-ba-kaf
goyaa tasviir tajriid maahaul kaa canvas
Faisal Azeem
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
zabaa.n jis ko har ik bole usii kaa naam hai urdu
zabaan-e-sher me.n fitrat kaa ik in.aam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
aasifuddaula ka imambaada lucknow
aasafuddaula-e-marhuum kii ta.amiir-e-kuhan
jis kii san.at kaa nahii.n safha-e-hastii pe javaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat ki sham
kis qadar dilkash suhaanii shaam hai barsaat kii
bolne vaalii hai ab tasviir goyaa raat kii
Bismil Allahabadi
Nazm
kisan
safed duudh sii ujlii kapaas is kii hai
ye khet us ke hai.n shaan-e-libaas is kii hai
Sughra Alam
Nazm
pyar ka tohfa
kaargar ho ga.ii ahbaab kii tadbiir ab ke
maa.ng lii aap hii diivaane ne zanjiir ab ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jalva-e-jaanaa.n kaa asar aaj kii raat
phuul hii phuul hai.n taa-hadd-e-nazar aaj kii raat