SEARCH RESULTS
Showing search results for "मसरूर"
Nazm MATCHES FOR "मसरूर"
Nazm
intizar
patiyaa.n kha.Dkii.n to samjhaa ki lo aap aa hii ga.e
sajde masruur ki ma.abuud ko ham paa hii ga.e
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ai ishq kahin le chal
huuro.n ke KHayaalaat-e-masruur kii vaadii me.n
taa KHuld-e-barii.n le chal!
Akhtar Shirani
Nazm
izhaar aur rasai
kisii an-jaanii tamannaa kii KHalish se masruur
apne siine ke dahakte hu.e tannuur kii lau se majbuur
Noon Meem Rashid
Nazm
KHushamad
bhaa.ii farzand bhii KHush baap chachaa raazii hai
shaad masruur Ganii shaah o gadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
svaaraaj mil gayaa hai to bachche hai.n shaadmaa.n
masruur zindagii hai iraade hai.n kaamraa.n
Shaukat Pardesi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
ham jiite-jii masruuf rahe
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
kaun hai aaj jo is bazm me.n masruur nahii.n
ruuh-e-sarshaar bhii khi.nch aa.e to kuchh duur nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
saDak ban rahi hai
samajhte hai.n lekin hai.n masruur ab bhii
usii tarah gaate hai.n mazduur ab bhii
Salam Machhli shahri
Nazm
mirza ghaalib
ho musiibat me.n bhii rahte the hamesha masruur
aaj bhii jin ke latiife hai.n jahaa.n me.n mash.huur
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
ab wo kya kar raha hoga
mai.n masruur huu.n kisii kii ho kar
ye soch kar vo KHud se hii kaT rahaa hogaa