SEARCH RESULTS
Showing search results for "मस्ती"
Nazm MATCHES FOR "मस्ती"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
terii zulfo.n kii mastii barastii rahii
tere haatho.n kii chaa.ndii damaktii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
vo mai jis se raushan zamiir-e-hayaat
vo mai jis se hai masti-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
sar-mastii-e-azal mujhe jab yaad aa ga.ii
duniyaa-e-e'tibaar ko Thukraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
teri aawaz
ab tiraa pyaar sataa.egaa to merii hastii
tirii mastii bharii aavaaz me.n Dhal jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
mastii-bharii raate.n aatii hai.n
dehaat kii kamsin maah-vashe.n
Akhtar Shirani
Nazm
taaruf
rashk-e-sad-hosh hai mastii merii
aisii mastii hai ki hushyaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
raat aur rail
siina-e-kohsaar par cha.Dhtii hu.ii be-iKHtiyaar
ek naagan jis tarah mastii me.n lahraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sham-e-ayaadat
vo nargis-e-siyaah-e-niim-baaz, mai-kada-ba-dosh
hazaar mast raato.n kii javaaniyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
holi
gulaal rakh diyaa kis ne gulo.n kii thaalii me.n
kahaa.n kii mastii hai maalan me.n aur maalii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
barbat-e-shikasta
gungunaa ke mastii me.n saaz le liyaa mai.n ne
chhe.D hii diyaa aaKHir naGma-e-vafaa mai.n ne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
mastii me.n uThaa aa.nkh jidhar dekho ahaahaa
naache hai tavaa.if kahii.n maTke hai bhavayya