SEARCH RESULTS
Showing search results for "मह-पारा"
Nazm MATCHES FOR "मह-पारा"
Nazm
chand ki fariyaad
aam sii aurat ko mah-paara banaa kar rakh diyaa
chaa.nd ko TuuTaa hu.aa taara banaa kar rakh diyaa
Khalid Irfan
Nazm
barsat ki sham
bazm-e-garduu.n par hu.aa hai anjuman-aaraa ko.ii
jhaa.nktaa parde se hai shaayad ye mah-paara ko.ii
Bismil Allahabadi
Nazm
madari zaban
aaGosh-e-vaalida me.n paalaa thaa ham ko jis ne
ik paikar-e-adab me.n Dhaalaa thaa ham ko jis ne
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
istifsar
vo kyaa jaane.n kyo.n maah-paaro.n se puuchho
mohabbat hai kyaa Gam ke maaro.n se puuchho
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
talash
in fazaa.o.n me.n faqat terii mahak paataa huu.n
raah bhuulaa huu.n kuchh aisaa
Yusuf Kamran
Nazm
sahaara DhunDta hun
hasii.n taaro mire dil me.n na jhaa.nko
mai.n apnaa maah-paara Dhuu.nDtaa huu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
kale kaghaz ki tahrir
laal piilii shu.aa.o.n pe ho tabsira
siina-e-arz se maah-paare nikaalaa karo
Alqama Shibli
Nazm
intiKHabaat
jalsa-gaaho.n me.n maah-paaro.n me.n
ittifaaqaat hone vaale hai.n
Mirza Mahmood Sarhadi
Nazm
barkha-rut
maah-paaro.n kaa hujuum
ye suhaane manzar aKHtar muddato.n yaad aa.e.nge
Akhtar Shirani
Nazm
shair ki duniya
jii bahaltaa hai maah-paaro.n se
raat ko taare jagmagaate hai.n
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
aabu mein barsat
qahqahe jaise nuqra.ii se kahii.n
guu.nj uThte hai.n maah-paaro.n ke
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
talash
vaadiyo.n aur murG-zaaro.n me.n
mah-jabiino.n me.n maah-paaro.n me.n