SEARCH RESULTS
Showing search results for "मायूस"
Nazm MATCHES FOR "मायूस"
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHamosh aawaz
mai.n jo tumhaare saath nahii.n huu.n
dil ko mat maayuus karo tum
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kisan
jis kii taabish me.n daraKHshaanii hilaal-e-iid kii
KHaak ke maayuus matl.a par kiran ummiid kii
Josh Malihabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
phir arz kii ye maadar-e-naashaad ke huzuur
maayuus kyuu.n hai.n aap alam kaa hai kyuu.n vafuur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mujhe sochne de
merii naakaam mohabbat kii kahaanii mat chhe.D
apnii maayuus uma.ngo.n kaa fasaana na sunaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
darwaza khula rakhna
maayuus na phir jaa.e, haa.n paas-e-vafaa rakhnaa
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn e Insha
Nazm
mayus to hun wade se tere
maayuus to huu.n va.ade se tire
kuchh aas nahii.n kuchh aas bhii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
munajat-e-bewa
kam hai.n magar maayuus hai.n jo yaa.n
KHvaah dukhii hai KHvaah sukhii hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
nauha
aaKHirii baar hai lo maan lo ik ye bhii savaal
aaj tak tum se mai.n lauTaa nahii.n maayuus-e-javaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qaht-e-bangal
bachcho.n kaa ta.Dapnaa vo bilaknaa vo sisaknaa
maa.n-baap kii maayuus nazar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
ujala
vaqt ke dast-e-giraa.n-baar se maayuus na ho
kis ko ma.aluum hai kyaa honaa hai aur kyaa ho jaa.e
Mustafa Zaidi
Nazm
naya sal
jaise kuchh duur se aatii hu.ii aavaaz-e-jaras
kaun sahme hu.e maayuus diyo.n ko dekhe
Akhtar Payami
Nazm
namrud ki KHudai
ham us yaqii.n se, ham us amal se, ham us mohabbat se,
aaj maayuus ho chuke hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
talash
aa utar aa kaa.npte ho.nTo.n pe ai maayuus aah
saqf-e-zindaa.n par ko.ii parvaaz kar saktaa nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
hama-ust
mire dosto.n me.n bahut ishtiraakii hai.n
jo har mohabbat me.n maayuus ho kar