SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेशम"
Nazm MATCHES FOR "रेशम"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ye resham hai ye diibaa hai
kahii.n Galle ke ambaar lage
Ibn e Insha
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ki jaise KHushbuu bikhar rahii ho
ki jaise resham ulajh rahaa ho
Tariq Qamar
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
Gair se resham-o-kam-KHvaab kii raahat paa kar
tuu mujhe yaad bhii aa.egii to kyaa aa.egii
Qateel Shifai
Nazm
wahi narm lahja
jaise resham ke jhuule pe ko.ii madhur giit halkore lene lagaa ho
vahii narm lahja
Parveen Shakir
Nazm
boski
duudh kaa daa.nt giraa thaa to vahaa.n bhii dekhaa
boskii beTii mirii chiknii sii resham kii Dalii
Gulzar
Nazm
bangal
mile.n isii liye resham ke Dher buntii hai.n
ki duKHtaraan-e-vatan taar taar ko tarse.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shahar-bano ke liye ek nazm
tumhe.n chhuu luu.n
to duniyaa-bhar ke resham kaa mulaa.em-pan mirii poro.n ko aa kar gudgudaataa hai