SEARCH RESULTS
Showing search results for "लहरा"
Nazm MATCHES FOR "लहरा"
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
yaad-e-aligarh
kahaanii nigaaho.n me.n lahraa rahii thii
mohabbat mohabbat ko samjhaa rahii thii
Aabidullah Ghazi
Nazm
zindagi
jaanvar zab.h kiye itne ki KHuu.n kii lahre.n
paa.nv se uTh ke kamar tak aa.ii.n
Kaifi Azmi
Nazm
isi do-rahe par
barf barsaa.ii mire zehn o tasavvur ne magar
dil me.n ik sho.ala-e-be-naam saa lahraa hii gayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki duniya
ik mauj-e-duud siine me.n larzaa.n hai is tarah
naagin sii jaise shiishe me.n lahraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
eid us pari-wash ki
chhe.Daa vo hasii.n shab ne tamannaa.o.n kaa jaaduu
lahraa ga.ii KHalvat-kada-e-naaz me.n KHushbuu
Abdul Ahad Saaz
Nazm
doshiza malan
machlii jabiin-e-sharq pe is tarah mauj-e-nuur
lahraa ke tairne lagii aalam me.n barq-e-tuur
Kaifi Azmi
Nazm
daranti
KHamiida hal kii ye alha.D javaan nuur-e-nazar
jab is nizaam me.n lahraa ke Gota-zan hogii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hawa chali
lahraa diyaa hai khet ko hiltii hai.n baaliyaa.n
paude bhii jhuumte hai.n lachaktii hai.n Daaliyaa.n
Ismail Merathi
Nazm
waba ke dinon mein maut ki rehearsal
hamaare siine parcham kii tarah
lahraa rahe hai.n
Sidra Sahar Imran
Nazm
chacha ke sath
kal raat ham ne luuT liyaa thaa mushaa.ira
lahraa ga.e fazaa me.n TamaaTar havaa ke saath
Khalid Irfan
Nazm
barf-bari ki rut
haTaa kar ridaa barf kii ghaas lahraa rahii hai
harii pattiyo.n kii ghanii Tahniyo.n me.n
Fahmida Riaz
Nazm
main chhoTa sa ek laDka hun
ta.aliim kaa parcham lahraa kar
mai.n sir-sayyad ban jaa.uu.ngaa