SEARCH RESULTS
Showing search results for "वबाल-ए-दोश"
Nazm MATCHES FOR "वबाल-ए-दोश"
Nazm
tere baghair
iid ho tum ko mubaarak haa.n magar mere liye
zindagii kyaa hai vabaal-e-dosh hai tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
qarya-e-viran
girte baam-o-dar ke liye galiyo.n kaa aaGosh
jaise ye diivaaro.n ko the kab se vabaal-e-dosh
Mukhtar Siddiqui
Nazm
kaniz
huzuur KHairiyat to hai huzuur kyuu.n KHamosh hai.n
huzuur boliye ki vasvase vabaal-e-hosh hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
may yaum-ul-hisab
gurezaa.n saa.ato.n ke kaarvaa.n ko kis ne pak.Daa hai
nazar mahv-e-ma.aal-e-dosh-o-fardaa hai
Sajida Zaidi
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
karachi ka traffic
jaa-ba-jaa board pe likkhaa hai ki KHaamosh raho
''fikr-e-fardaa na karo mahv-e-Gam-e-dosh raho''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
piri
piirii hai aadmii ke liye ik vabaal-e-jaa.n
aamad hai us kii maut kii aamad kaa ik nishaa.n
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
nifaq
vabaa-e-haul-naak hai balaa-e-haul-naak hai
ye chaltii phirtii aag hai dayaar o mulk o shahr me.n
Urooj Qadri
Nazm
raat ke jadu sahar ke aaine se
jis ke hone se shu.uur-e-dosh-o-fardaa thaa hame.n
jis ke hone se yaqii.n thaa apne hone kaa hame.n
Ghulam Husain Sajid
Nazm
qaid
un kii aa.nkho.n me.n Gam-e-dosh aur andesha-e-fardaa kaa KHayaal
saik.Do.n laakho.n qadam
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
yas o umid
mahfil-e-dosh kii miTtii hu.ii tasviir huu.n mai.n
kis qadar apnii tabaahii pe karuu.n nauha-zanii
Urooj Qadri
Nazm
shri-krishn
dvaarkaa-dhiish kahii.n ban ke mukuT sar pe rakhaa
kaalii kamlii rahii jangal me.n sar-e-dosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye duniyaa ye maatam-KHaana-e-barnaa-o-piir
aadmii hai kis tilism-e-dosh-o-fardaa me.n asiir