SEARCH RESULTS
Showing search results for "वाजिब"
Nazm MATCHES FOR "वाजिब"
Nazm
ramaen ka ek sin
raahat ho yaa ki ranj KHushii ho ki intishaar
vaajib har ek rang me.n hai shukr-e-kird-gaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hilal-e-eid
hai musalmaano.n par vaajib sadqa-e-eid-ul-fitr
paa ke rozii KHush hai.n Gorabaa ye nihaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
kal raat Dhale
kis kis kaa hai qarz mujh pe vaajib
is kaa bhii zaraa hisaab kar luu.n
Zehra Nigaah
Nazm
irshad ki yaad mein
royaa ki thaa jahez tiraa vaajib-ul-adaa
me.nh motiyo.n kaa qabr pe barsaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
eid ki KHushi
vaajib dogaanaa mil kar pa.Dhe.nge
KHutba sune.nge KHaamosh baiThe
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
apne ashaar bhul jata hun
aisaa kyuu.n ho gayaa agar sochuu.n
ko.ii vaajib vaj.h agar khojuu.n
Ashok Lal
Nazm
KHuda se
az-sahar taa-shaam kartaa huu.n dayaanat se
to mazduurii bhii vaajib sii mile ko.ii
Shahram Sarmadi
Nazm
kar-e-jahan daraaz hai
ko.ii aisaa shaGl to ho ziist karne kaa
jise vaajib saa ko.ii naam de de.n
Shahram Sarmadi
Nazm
bewa ki jawani
bhar aa.ii hu.ii aa.nkho.n me.n Thahre hu.e aa.nsuu
ye niichii nazar vaajib-e-sajda to nahii.n hai
Davarka Das Shola
Nazm
yaad-e-haali
naaz vaajib hai us kaa ai 'kubraa'
jis kii rahbar kitaab-e-haalii hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
ruhon ka hawala pyar
ab rifaaqat ke shab-o-roz kaa itnaa to haq ham par vaajib hai
ki tumhaarii dii hu.ii hasrato.n ko
Saima Jabeen Mahak
Nazm
zat ki kal koThari se aaKHiri nashriya
zindagii ke khoj me.n ab
hijrate.n vaajib hai.n lekin
Saeed Ahmad
Nazm
lab-bastagi
'safar' zabaa.n pe kisii harf ko jagah na mile
yahaa.n kalaam nahii.n bas sukuut vaajib hai