SEARCH RESULTS
Showing search results for "वुसअत-ए-जल्वा"
Nazm MATCHES FOR "वुसअत-ए-जल्वा"
Nazm
tarz-e-hayat
terii nazar me.n vus.at-e-kaun-o-makaa.n rahe
baalaa ta.a.iinaat se teraa jahaa.n rahe
Ameer Aurangabadi
Nazm
virana-e-KHayal
zehn o dil kaa faasla tai karte karte haa.np jaa.e
vus.at-e-arz-o-samaa ik diida-e-hairaan hai
Iftikhar Aazmi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'faiz' o 'iqbaal' o kirshn-chandar se
vus.at-e-be-karaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
tum yahan dubke hue ho
samundar chhaan maare
vus.at-e-sahraa ko muTThii me.n lapeTaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
jagir
mai.n KHudaavand huu.n us vus.at-e-be-paayaa.n kaa
mauj-e-aariz bhii mirii nik.hat-e-gesuu bhii mirii
Sahir Ludhianvi
Nazm
pashemani
khulii kirno.n kii raah
ruuhe.n jo vus.at-e-aafaaq me.n aavaara sii thii.n
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
murghabi
mantiqaa se mantiqaa tak ai subuk-parvaaz-shauq
vus.at-e-auj-e-falak par hai jo teraa raahbar
Suroor Jahanabadi
Nazm
suraj ka aatish-kada
vus.at-e-aafaaq me.n parvaaz kar ke
raat kii aa.nkho.n me.n taariikii kaa parda Daal kar mai.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ik zaraa aur bulandii pe KHudaa-raa aa jaa
dekh is vus.at-e-taariik ke sannaaTe ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
pasti-e-afkar
kyo.n gardish-e-ayyaam kii karte ho shikaayat
kyo.n vus.at-e-aafaaq me.n hote nahii.n bebaak
Sahba lakhnavi
Nazm
KHabar mafqud hai lekin
chaa.nd taaro.n ke chamakne se bahut pahle
Ganiim-e-vus.at-e-daamaa.n
Farrukh Yar
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
bas-ki jii jaan se is shobade par thaa shaidaa
vus.at-e-daa.era kii apnii amal se paidaa
Ismail Merathi
Nazm
marne wale ke kamre mein
buu-e-jaa.n vus.at-e-aafaaq me.n gum
yak kaf-e-KHaak hai vo bhii kab tak?
Mahmood Ayaz
Nazm
mohabbat
muhiit-e-vus.at-e-getii mohabbat hai mohabbat hai
mohabbat ek tohfa hai mohabbat ek daulat hai