SEARCH RESULTS
Showing search results for "शमशान"
Nazm MATCHES FOR "शमशान"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
taa-abad shahr-e-sitam jis se tabah ho jaa.e.n
itnaa taariik ki shamshaan kii shab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
us samt na jaana jaan meri
shamshaan hai jalte jismo.n kaa
us samt fazaa par saaya hai
Mohsin Naqvi
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
kuTiyaa jaise ik shamshaan
gaa.ndhii jii kii laash pa.Dii hai
Akhtarul Iman
Nazm
maut
aur ghar se shamshaan tak kii aaKHirii duniyaa-daarii
kabhii kabhii maut kii nishaanii hotii.n hai
Geetanjali Rai
Nazm
khanDar aaseb aur phul
ik qabristaa.n kii pur-haul udaasii se uktaa.e hu.e
ek na.e shamshaan kaa rasta Dhuu.nD rahe hai.n
Waheed Akhtar
Nazm
ajib log
har ek gosha hai shamshaan qabr hai bistar
akelaa phirtaa hai sunsaan shahr me.n curfew
Shahid Mahuli
Nazm
aankhen ungliyan aur dil
raakh ke jalte hu.e Dher me.n kyaa paa.oge
shahr se duur hai shamshaan kahaa.n jaa.oge
Kailash Mahir
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
laajpat-raa.e kii shamshaan se aatii hai sadaa
mulk kii raah me.n miTne kaa KHayaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
visal
jis kaa zaa.iqa chakhnaa tum par laazim ho
merii mohabbat to aashiqo.n ke shamshaan ghaaT par
Komal Raja
Nazm
baTwara
aa.ngan aa.ngan aag to ghar ghar me.n shamshaan
apnii dhartii maa.n kaa bhuul ga.e ehsaan
Sardar Panchhi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
vo jis se tumhaare ijz pe bhii
shamshaad-qado.n ne rashk kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zohd aur rindi
hazrat ne mire ek shanaasaa se ye puuchhaa
'iqbaal' ki hai qumri-e-shamshaad-e-ma.aanii
Allama Iqbal
Nazm
yaad-e-aligarh
vo shamshaad building pe ik shor-e-mahshar
vo mub.ham sii baate.n vo poshiida nashtar
Aabidullah Ghazi
Nazm
marsiye
sehn-e-gulshan me.n kabhii ai shah-e-shamshaad-qadaa.n
phir nazar aa.e saliiqa tirii ra.anaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
turk shaer nazim-hikmat ke afkar
akele jiyo ek shamshaad-tan kii tarah
aur mil kar jiyo