SEARCH RESULTS
Showing search results for "सँवारे"
Nazm MATCHES FOR "सँवारे"
Nazm
urdu
hai 'zauq' kii azmat ki diye mujh ko sahaare
'chakbast' kii ulfat ne mire KHvaab sa.nvaare
Iqbal Ashhar
Nazm
makan
kii ye diivaar buland, aur buland, aur buland
baam o dar aur, zaraa aur sa.nvaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
pyara hindostan
jis kaa hai sab ko gyaan yahii hai
saare jahaa.n kii jaan yahii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
guru-nanak dev ji
kahaa.n kahaa.n nahii.n pahu.nchii tire qadam kii bahaar
tire amal ne sa.nvaare jahaan ke kirdaar
Darshan Singh
Nazm
diwali aai
desh ko pyaar se mehnat se sa.nvaare.n mil kar
ahl-e-bhaarat ke dilo.n me.n ye 'ka.nval' soz rahe
kanval Dibaivi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
laash ko terii sa.nvaare.n na rafiiqaan-e-kuhan
ho jabii.n ke liye sandal kii jagah KHaak-e-vatan
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bachat
ye fasle.n ye baazaar ye kaar-KHaane
bachat ne sa.nvaare hai.n big.De zamaane
Abdul Ahad Saaz
Nazm
faqat harf-e-tamanna kya hai
jhiil pe panchhii ko.ii pa.nkh sa.nvaare jaise
sur kii lahro.n pe ko.ii dil ko pukaare jaise
Aslam Ansari
Nazm
jazba-e-ushshaq kaam aane ko hai
aate hii jaane kii tayyaarii kare
vo savaar-e-tez-gaam aane ko hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
watan
ko.ii to aa.e jo ham ko jagaa.e Gaflat se
ki ham bhii uTh ke sa.nvaare.n tujhe mohabbat se
Yusuf Rahat
Nazm
naghma-e-dehli
jamhuur ne is shoKH ke gesuu hai.n sa.nvaare
dekho nigah-e-shauq se dehlii ke nazaare
Rifat Sarosh
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
jo tarjumaan se phailii kalaam kii KHushbuu
sa.nvaare us ne hii pechiida aql ke gesuu