SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-बुलंद"
Nazm MATCHES FOR "सर-बुलंद"
Nazm
chhabbis january
apnii koshish se bahra-mand hu.e
saarii duniyaa me.n sar-buland hu.e
Adil Jafari
Nazm
mohabbat
mohabbat se shaan-e-pidar sar-buland
mohabbat se vasf-e-pisar arjumand
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
dua
agar giruu.n to kuchh is tarah sar buland giruu.n
ki maar kar miraa dushman mujhe salaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
siDhiyan
kartii hai.n sar Guruur kaa niiche utaar kar
pastii kaa sar buland bhii kartii hai.n sii.Dhiyaa.n
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
hai sar-buland kabhii se nishaan-e-mustaqbil
zamii.n ko tuu ne kiyaa aasmaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
tamir-e-nau
aa.o sab mil ke na.e mulk kii ta.amiir kare.n
sar-buland apne buzurgo.n kii ye jaagiir kare.n
Krishn Parvez
Nazm
wishaal desh
ye khetiyo.n kaa desh hai milo.n kaa ye jahaan hai
ye sar-buland chimniyaa.n vatan kii aan-baan hai.n
Wafa Siddiqui
Nazm
bedar hona chahiye
yaa to aazaadii se 'saabir' ho hamaaraa sar buland
yaa hamaare sar ko zeb-e-daar honaa chaahiye
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
nazr-e-tagore
tuu kar ke sar-buland vatan ke vaqaar ko
dil me.n har ek fard-e-vatan ke samaa gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
mini-bus ka safar
bus me.n misaal-e-shaaKH-e-samar jhuk ga.e the log
KHuddaar o sar-buland the par jhuk ga.e the log