SEARCH RESULTS
Showing search results for "सल्तनत-ए-रूम-ओ-शाम"
Nazm MATCHES FOR "सल्तनत-ए-रूम-ओ-शाम"
Nazm
barsat
naaz ho jis ko bahaar-e-misr-o-shaam-o-ruum par
sar-zamiin-e-hind me.n dekhe fazaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat
naaz ho jis ko bahaar-e-misr-o-shaam-o-ruum par
sar-zamiin-e-hind me.n dekhe fazaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
shikwa
mahfil-e-kaun-o-makaa.n me.n sahar o shaam phire
mai-e-tauhiid ko le kar sifat-e-jaam phire
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
dil magar Gam marne vaalo.n kaa jahaa.n aabaad hai
halqa-e-zanjiir-e-sub.h-o-shaam se aazaad hai
Allama Iqbal
Nazm
bahadur-shah zafar
tere andaaz chale hai.n sahar-o-shaam ke saath
tere armaan rahe gardish-e-ayyaam ke saath
Shamsii Meenai
Nazm
aatma tarang
vaa.n gardish-e-sub.h-o-shaam nahii.n
vaa.n huzn nahii.n aalaam nahii.n
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
abhi mausam nahin aaya
ushshaaq ko virse me.n miltaa hai
asiiraan-e-furaat-o-shaam ke maanind
Ayub Khawar
Nazm
aurat
hai shakl me.n beTii kii bahaar-e-sahr-o-shaam
qudrat kaa atiya hai ye qudrat kaa hai in.aam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
KHat-e-rah-guzar
ye tilism-e-sahr-o-shaam bhalaa kyaa jaane
kitne dil KHuun hai.n a.ngusht hinaa.ii ke liye
Akhtar Payami
Nazm
mohabbat
hai kashish se tirii jahaa.n kaa nizaam
tujh se paa.inda nazm-e-sub.h-o-shaam
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
paDh-likh kar hum nam karenge
kaam ye sub.h o shaam kare.nge
pa.Dh-likh kar ham naam kare.nge
Ata Abidi
Nazm
aadmi
vo telaviv o qaahira o shaam me.n gayaa
ye aadmii hii muttahid-aqvaam me.n gayaa