SEARCH RESULTS
Showing search results for "सादगी-ए-इश्क़"
Nazm MATCHES FOR "सादगी-ए-इश्क़"
Nazm
mahatma-gandhi
guzar ke daanish-e-haazir ke aasmaano.n se
buland saadgi-e-ishq kaa maqaam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naqsh-e-mohabbat
na puuchh qissa-e-be-chaargii-e-ishq na puuchh
ye raaz vo hai kisii ko jo ham bataa na sake
Noor Ludhiyanwi
Nazm
nazrana
ek hii raat sahii garmii-e-ha.ngaama-e-ishq
ek hii raat me.n jal marte hai.n parvaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
aurat
KHvaab-e-nigah-e-ishq kii ta.abiir hai aurat
mardo.n ke liye husn kii zanjiir hai aurat
Rahbar Jaunpuri
Nazm
Schedule
ek gorii se bhii milnaa hai sar-e-saahil-e-ishq
ek KHaatuun ko urdu bhii pa.Dhaanaa hai mujhe
Khalid Irfan
Nazm
nargis-e-mastana
har dil hai tirii bazm me.n labrez-e-mai-e-ishq
ik aur bhii paimaana se paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
gurunanak
mai.n mast-e-mai-e-ishq huu.n tan riish-e-qalandar
tiirath hai agar ko.ii to is man ke hai andar
Arsh Malsiyani
Nazm
kis ki bad-gumani par
qismat-e-ishq to hai qismat-e-ishq
baare mannat kii shaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
chashm-e-nam jaan-e-shoriida kaafii nahii.n
tohmat-e-ishq-e-poshiida kaafii nahii.n