SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुलूक"
Nazm MATCHES FOR "सुलूक"
Nazm
hubb-e-watan
aap shaa.ista hai.n to apne liye
kuchh suluuk apnii qaum se bhii kiye
Altaf Hussain Hali
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
ye baa-aKHlaaq qaumo.n me.n sirishta hai uKHuvvat kaa
suluuk-e-Gair se bhii aaj KHush-anjaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
pahla patthar
ki jo suluuk bhii ham par ravaa hu.aa us me.n
na ko.ii ramz nihaa.n hai, na ko.ii bulajabii
Mustafa Zaidi
Nazm
mushaera
ye sochtaa hai chalo qismat aazmaa dekhe.n
suluuk hotaa hai auro.n ke saath kyaa dekhe.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
bachpan ki aankhen
galii me.n le jaa.ii jaane vaalii aurato.n ke saath
kyaa suluuk kiyaa gayaa
Sadiq
Nazm
andhe pujari
unhe.n pasand nahii.n shaaKH-e-gul kii ra.anaa.ii
suluuk-e-baad-e-chaman naagavaar hai in ko
Qaisarul Jafri
Nazm
is dharti ke tare hum hain
suluuk un se rakkho mohabbat vafaa kaa
sila paa.oge tum bhii be-shak jazaa kaa
Bismillah Adeem
Nazm
gul-farosh
jahaan vaalo.n kaa husn-e-suluuk dekhaa hai
ise zamaane kii be-rahmiyo.n se shikva hai
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
gandhi ji ki yaad mein
suluuk-e-naaravaa-e-daar-e-faanii dekhte jaa.o
hamaaraa haal bhii ai aa.n-jahaanii dekhte jaa.o
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
nazm
us kii maa.n ne bhii us ke saath yahii suluuk kiyaa thaa
aur us kii maa.n ke saath
Saeeduddin
Nazm
mataa-e-sher
mataa.a-e-sher likhuu.n sher kaa jamaal likhuu.n
suluuk lahje kaa us ke ki jaise amrit-ras