SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुलैमानी"
Nazm MATCHES FOR "सुलैमानी"
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naya janm
ik parii aa.ii idhar taKHt-e-sulaimaanii par
jaane kis des u.Daa le ga.ii shahzaade ko
Zubair Rizvi
Nazm
dar-o-rasan
vo taKHt-e-saltanat-o-baargaah-e-sultaanii
ki jis me.n baiThte the aa ke zill-e-sub.haanii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
bele ke phul
mujh ko hotaa hai gumaa.n dast-e-sulaimaanii ne
qaaf par sotii hu.ii pariyo.n ke par khol diye
Salam Sandelvi
Nazm
farman-e-KHuda
sulataani-e-jamhuur kaa aataa hai zamaana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aa.e miTaa do
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
duusraa mushiir
KHair hai sulataanii-e-jamhuur kaa GauGaa ki shar
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
mor-e-be-par haajate pesh-e-sulaimaane mabar
rabt-o-zabt-e-millat-e-baizaa hai mashriq kii najaat
Allama Iqbal
Nazm
nura
vo sho.ala vo bijlii vo jalva vo partav
sulaimaa.n kii vo ik kaniiz-e-subuk-rau
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saba viran
sulaimaa.n sar-ba-zaanuu aur sabaa viiraa.n
sabaa viiraa.n, sabaa aaseb kaa maskan
Noon Meem Rashid
Nazm
taj-mahal
hai taKHt to maujuud sulaimaa.n kii kamii hai
jannat kaa dariicha to hai rizvaa.n kii kamii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
sultani
KHudii ko jab nazar aatii hai qaahirii apnii
yahii maqaam hai kahte hai.n jis ko sultaanii
Allama Iqbal
Nazm
chup na raho
KHair ho majlis-e-aqvaam kii sultaanii kii
KHair ho haq kii sadaaqat kii jahaa.nbaanii kii