SEARCH RESULTS
Showing search results for "सू-ए-फ़लक"
Nazm MATCHES FOR "सू-ए-फ़लक"
Nazm
shab-KHun
dil ke kisii bhii shole ko uryaa.n na kar sakuu.n
mai.n teG haath me.n liye suu-e-falak gayaa
Muneer Niyazi
Nazm
bewa aur barsat
dekhtii hai suu-e-falak haa.e taras taras ke aa.nkh
aur mujhe Dubo.egii aaj baras baras ke aa.nkh
Saqib Kanpuri
Nazm
kohre ka khet
ban ban ke phen suu-e-falak dekhtaa hu.aa
dariyaa chalaa thaa chho.D ke daaman zamiin kaa
Kaifi Azmi
Nazm
sachche watan-parast ka git
mai.n uThaa luu.ngaa ba.De shauq se us ko sar par
KHidmat-e-qaum-o-vatan me.n jo balaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Nazm
ghair-marai taqat
har ik ruuh-e-tifl-o-javaa.n ko
KHamoshii se suu-e-falak kuuch kartii hai akasr
Kausar Mazhari
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Nazm
lashkar-e-hind
kaun bad-'ahd suu-e-gang-o-jaman aayaa hai
KHuun-e-iKHlaas liye 'ahd-shikan aayaa hai
Gulzar Dehlvi
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
qadam qadam pe aqiidat se sar hai KHam meraa
chalaa hai suu-e-rah-e-mo'atabar qalam meraa