SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोज़-ए-जिगर"
Nazm MATCHES FOR "सोज़-ए-जिगर"
Nazm
kis ko hai fursat-e-tajdid-e-mohabbat ai dost
zindagii silsila-e-soz-e-jigar hai ai dost
aaj aafaat se bechain bashar hai ai dost
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
zindagi
zindagii hai ranj-o-Gam kii daastaa.n
dard-e-dil soz-e-jigar hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
tarbiyat
zindagii kuchh aur shai hai 'ilm hai kuchh aur shai
zindagii soz-e-jigar hai 'ilm hai soz-e-dimaaG
Allama Iqbal
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
KHas-o-KHaashaak-e-tavahhum ko jalaa kar rakh de
ya.anii aatish-kada-e-soz-e-yaqii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
shikast-e-tauba
us jaan-e-mai-kada kii qasam baarhaa 'jigar'
kul aalam-e-basiit pe mai.n chhaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
phir arz kar is tarah 'jigar' shauq o adab se
bebaak agar jur.at-e-rindaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii tujhe jis ke asar ne phuu.nkaa
rafta rafta tapish-e-soz-e-jigar ne phuu.nkaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
soz-e-dil
kyo.n na ta.Dpaa.e hame.n apne vatan kii haalat
soz-e-dil rakhte hai.n ham dard-e-jigar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Nazm
KHiraj-aqidat
ik hudii-KHvaan-e-mohabbat ik naqiib-e-ittihaad
ik fidaa-e-soz-e-naaquus-o-azaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!