SEARCH RESULTS
Showing search results for "हज़रत-ए-उस्ताद"
Nazm MATCHES FOR "हज़रत-ए-उस्ताद"
Nazm
safar ke waqt
hai arz ''hazrat-e-Gaa.eb-dimaaG'' bandii kii
ki apne aib kii haalat ko Gaib me.n rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
hayat
ik jaam me.n jo jalva-e-kaun-o-makaa.n na ho
zaahid muriid-e-hazrat-e-piir-e-muGaa.n na ho
Noor Ludhiyanwi
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
hariim-e-hazrat-e-salmaa kii samt jaataa huu.n
hu.aa na zabt to chupke se aah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
ittihadi
janaab-e-hazrat-e-abbaas kii qasam 'nashtar'
KHudaa ke fazl se ham zabt ke bhii aadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
KHwab dekhna
hai jahaan-e-guzaraa.n KHvaab kaa bilkul naqsha
diida-e-hazrat-e-insaa.n ke liye dhokaa saa
Suraj Narayan Mehr
Nazm
chandu ki fariyaad
bataayaa hai mujh ko ye ustaad ne hii
ki aa.e nahuusat ulaT naam se bhii
Ayyub Akhtar
Nazm
samundar
chiirte rahte hai.n siine ko tire jangii jahaaz
hazrat-e-insaa.n kii sannaa.ii hai kaisii kaarsaaz
Salman Ghazi
Nazm
gopal mittal dehli ke nam
phir mujh pe taGaaful kii nazar kyuu.n hai jafaa kyuu.n
ye hazrat-e-'maKHmuur'-sa.iidii kii adaa hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
muflisi
ta.aziim jis kii karte hai.n to ab aur KHaa.n
muflis hu.e to hazrat-e-luqmaa.n kiyaa hai yaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
abstract art
us ko naqqaad to ik chashma-e-haivaa.n samjhaa
mai.n use hazrat-e-majnuu.n kaa garebaa.n samjhaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
holi
mohtasib mast hai aur hazrat-e-vaa.is sarshaar
mai-kada ban gayaa hai aish-nagar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
aah vo hazrat-e-insaan hii kaa dard o sitam
jis kaa iz.haar bhii karte hu.e sharm aatii hai